Zakham Kee Baat Nahi Hai Jaane Dard Kyon Hota HaiZakham kee baat nahi hai jaane dard kyon hota haiDhokhe kee baat nahi hai jaane ehaas kyon hota haiJante hue ki wo bewafa hainNa jane phir bhi pyaar kyon hota hai
Apno Ne Zehar Ka Jaam De DiyaApno ne zehar ka jaam de diyaGairon ne bewafa naam de diyaJo kehte the humein bhool na janaUnhi ne bhoolne ka paigam de diya
Lage Hain Ilzaam Dil Pe Jo Mujh Ko Rulate HainLage hain ilzaam dil pe jo mujh ko rulate hainKisi ki berukhi aur kisi aur ko satate hainDil tod ke mera wo badi asani se keh gaye alvidaLekin halaat mujhe bewafa thehraate hain
Bewafa Ne Hamare Zakham Ka Kuch Yoon Elaaj KiaBewafa ne hamare zakham ka kuch yoon elaaj kiaMarhan bhi lagaya to khanjar ki nouk se
Hum Zamane Mein Yun Hi Bewafa Mashhoor Ho Gaye FarazHum zamane mein yun hi bewafa mashhoor ho gaye farazHazaron chahne wale the kis-kis se wafa karte
Phir Itne Mayoos Kyun Ho Uski Bewafayi Par FarazPhir itne mayoos kyun ho uski bewafayi par farazTum khud hi toh kehte thay ki woh sab se juda hai